Sunday 14 April 2013

Dime a Dozen.....

1.ek zamana tha, shadi ke pahle, ladhko ke charitra ke bare mein, padhosiyon se poochcha jata tha,
Aaj woh kaam aasan ho gaya hai,
Ladhkon ke facebook par status updates padhkar charitra samne aa jata hai !!
2. 
ek zamana tha, teacher notebook ke bina student ko class mein ghusne nahin deta tha,
Aaj woh zamana hai, teacher facebook ke bina class room mein ghusta nahin !!
3. 
ek zamana tha boodhe kehte the raam jap mein zindagee kat jayegi,
Aaj wo kahte hain,
Facebook karte karte zindagee kat jayegi !!
4. 
ek zamana tha, teacher notebook ke bina student ko class mein ghusne nahin deta tha,
Aaj woh zamana hai, teacher facebook ke bina class room mein ghusta nahin !!
5. 
ek zamana tha boodhe kehte the raam jap mein zindagee kat jayegi,
Aaj wo kahte hain,
Facebook karte karte zindagee kat jayegi !!
6. 
PM Manmohan Singh : : koun kahta hai, logon mein khreedne ke liye paisa nahi hai ?
Aaj har koi, mobile khareedta hai, facebook karta hai aur chashmein bhee khareedta hai !!
7. 
karte....ne
Karm....ko
Facebook .....ke liye
Mobile.....khareedi
8. 
ek zamana tha shaadi ke time ladhki se poochchee jati thee,
Beti khana banana aata hai na ?
Haan sun kar saas, nishchint ho jati thi.
Aaj poochchte hain,
Beti facebook karna aata hai na ?
Haan sunkar saas nischint ho jati hai
Kyon ki khana bane ya na bane,
Ghar mein shanti hoti hai.
9. 
subah hoti hai, sham hoti hai,
Zindagee yun hee tamam hoti hai,
Subah hoti hai shaam hoti hai,
Face book pe kaam hoti hai !!

No comments:

Post a Comment