Thursday 12 March 2015

Mirza Ghalib...

Ballimaran ke mahalle ki wo pechida daleelon ki see galiyan
Saamne taal ke nukkad pe bateron ke posheede
Gud-gudaati hui paan pi peekon mein wo daad wo wah-wah
Chand darwaaze par latke huye boshida se kuch taat ke parde
Ek bakri ke mamiyaane ki awaaz
Aur dhoondhlaayi huyi shaam ke be-noor andhere
Aise deewaron se mooh jod kar chalte hain yahan
Chudi-waalan unke katri ke badi bee jaise
Apni boojhti hui aankhon se darwaaze tatole
Isee be-noor andheri see gali qaasim se
Ek tarteeb chiragon kee shuru hoti hai
Ek quran-e-sukhan ka safa khulta hai
Asadallah Khan Ghalib ka pata milta hai.
Dear Friends, if you don't understand the meaning of some of the words, it beautifully captures the sentiments you would experience when you visit Ghalib’s Haveli in Gali Qaasim Jaan in Old Delhi, even today..
you need to visit old Delhi to understand this completely the chaotic lanes crowded lanes of Old Delhi where once Ghalib lived...
Pecheedaa daleel is a complex argument. which is similar to the lanes of Old Delhi
Katra is a small local market of Chandni Chowk..
Chooriwaalaa is the lane which sold bangles
Bee refers to an old woman ..
whose vision is failing...and she finds difficulty in locating her door
From this dark alleys one of the brightest stars of literature had emerged
one such series of lamps begins from this gali qaasim..Quasim lane..
which leads further on to the brightest star of our history called Mirza Ghalib.
https://youtu.be/4l3A6NAywvo
Ballimaran ke mahalle ki wo pechida daleelon ki see galiyan Saamne taal ke nukkad pe bateron ke posheede Gud-gudaati hui paan pi peekon mein wo daad wo wah-w...
YOUTUBE.COM

Those were the days...

During my Mrs. A.V.N. College days, I used to take Hindi tuitions at Vizag
My students included my own classmates and Matriculates when I was myself studying Intermediate...
The money from those tuitions was sufficient for my pocket money, countless Hindi movies and regular surprise gifts to my parents...
Once, I was adjudged first prize winner for inter college Hindi debate
Our principal of mrs avn college Dr Diwakarla Ramamurthygaru ( also known as Vankayeegaru ) called me to his office and offered me any book of my choice from his personal library..and later he presented me a book on Sivaji autographed by him...
Those were the days... Dr Pendyala Pradeep, Anaesthesiologist

Monday 9 March 2015

Aman ki Aasha..

Dikhayi Dete Hain Door Tak Ab Bhi Saaye Koi
Magar Bulane Se Waqt Laute Na Aaye Koi
Chalo Na Phir Se Bichaye Dariya Bajaye Dholak
Laga Ke Mehndi Surile Tappe Sunaye Koi
Patang Udaye Udaye 
Patang Udaye Chatton Pe Chadke Mohalle Wale
Falak To Sanja Hai Uss Mein Paiche Ladaye Koi
Utho Utho Kabaddi Kabaddi Khelenge Sarhadon Par
Jo Aaye Ab The To Laut Kar Phir Na Jaaye Koi
Nazar Mein Rehte Ho Jab Tum Nazar Nahi Aate
Ye Sur Milate Hain Jab Tum Idhar Nahi Aate
Nazar Mein Rehte Ho Jab Tum Nazar Nahi Aate
Ye Sur Bhulate Hain Ye Sur Bhulate Hain
Jab Tum Idhar Nahi Aate
Ye Sur Milate Hain Jab Tum Idhar Nahi Aate
In lakeeron ko zameen hee pe rahne do
Dilon par mat utaro...
http://youtu.be/RM2ry6RMAkE?list=UUr4XQoJiCF_U9P1fZmROabQ

Aman ki aasha