Saturday 7 December 2013

Meri zaroorat...??

Maine kab kaha
Main haraya nahi gaya
Maine toh bas itna kaha
Pradeep harta nahi
Maine kab kaha
Main rulaya nahi gaya
Maine toh bas itna kaha
Pradeep rota nahi
Maine kab kaha
Meri koi zaroorat nahi
Maine toh bas itna kaha
Pradeep mangta nahi
Maine kab kaha
Main aapki zaroorat hun
Maine toh bas itna kaha
Aap meri zaroorat ho...

No comments:

Post a Comment