Friday 12 July 2013

Nirala...

Teri tasweer nahin toh kya,
tere lafzon ki khushboo toh hai
andaz teri ada ka nirala toh hai
tere lab par khamoshi hai
par ikraar nirala toh hai
Mano ya na mano
maine rakha naam Chorni tumhara
Churaya hai dil jo mera
waqt ham guzare aahen bhar kar
aur tum angdhayi liye ja rahi ho
utha ke haath
aa gaya kabhie mera khayal
nigah kabhie ghuma dena...

No comments:

Post a Comment